Ask Mufti Tariq Masood | 378th Session - Masail Ka Hal
Description
(0:00 ) Intro
(0:06 ) Murghiyon ko keeray khilana?
(7:17 ) Mangaiter larki badkaar ho to rishta tor dena?
(16:37 ) Ghair mehram par nazar parhne ki dua?
(17:50 ) Halat-e-hamal mein mayyat walay ghar nahi jana chahiye?
(18:08 ) Hamal mein ultrasound se bachay ke ma’azoor hone ka maloom ho to, zaya karne ka hukam?
(23:35 ) Nafli roza bina sehri ke rakhna? Agar aankh na khulay to?
(24:08 ) Agar koi behen/bhai maa baap ke saath bohot badtameezi kare to kya karein?
(25:32 ) Universities mein larkiyon ki ghair shar’ai dressing aur teachers ko jawab dena ke hamara zaati maamla hai, walidain ko aitraaz nahi to aapko kyun?
(30:28 ) Beauty parlor mein dulhan apna makeup male makeup artist se karwa sakti hai?
(35:36 ) Namaz kis umar mein farz hoti hai?
(37:03 ) Khawateen ke baal nazar aane se kya farishtay door chale jaate hain? Aur kya Ayat-ul-Kursi se pehle Bismillah parhni chahiye?
(38:13 ) Ghar masjid se door, barish ki wajah se raste mein keechad ho to ghar mein namaz parh sakte hain?
Hosted on Acast. See acast.com/privacy for more information.























